1. Huzur Gause Azam ki Zindagi ग़ौसे आज़म की ज़िंदगी

Huzur Gause Azam Shaykh Abdul Qadir Jilaani r.a ke Zindagi ke Halaat Naam : Abdul Qadir Laqab:. Muhiyyuddin (Deen ko Zinda Karne Wala)Waalid : Abu Saaleh Musa Jangi DostWaalida : Ummul Khair FatimaWiladat : 470 Hijri , JilaanWisaal : 561 Hijri, Bagdad , Iraq Biwiya : 4Aulaad : 49Mazhab : Hambali (Ref : Taarikhul Khulfa 24-54 , Al alfooz Hissa 3 p 56 , Fatawa Razviya J.9 p.129) Huzur Gause  Aazam Radiallaho Anho ki Bachpan Ki Karaamatein 1. Jab Aap Maa ke pet me hi the to ek saail ne aakar sadaa lagaai us bad bakht ne jab dekha ki Aurat Akeli hai to andar ghusa chala aaya usi waqt gaib se ek sher namudaar huwa aur us khabees ko cheer faad kar gaayab ho gaya (Ref : mehfil e Auliya) 2. Jis saal aap Paida huwe to purey jilaan me 1100 bachche paida huwe aur sab ke sab Allah ke wali huwe. (Ref : Hamare Gause Aazam p. 59) 3. Jab aapki dudh piney ki umr thi to aksar aap daai ki gowd se gayab ho jaatey fir kuch der baad aa bhi jaya karte, Jab aap kuch bade huwe to ek din aapki daai ne pucha beta Abdul Qadir ye batao Jab tum chchote the to aqsar meri gowd se gayab ho jaate the, akhir tum jaatey kaha the , to Huzur Gause azam radiyallaho anho fatmate hai ki daai ma main aapse khelne ki garz se suraj ke piche chup jata tha , jab aap mujhe dhundti …

Read more